Afsurda Poetry,
Aadhi raat k shayed sapny Jhoty thy
Ya phir pehli bar sitary toty thy
Jis din ghar se bhag kar sher me pohnchi thi
Bhagbari K bag Usi din photy thy
Mazhab ki bunyaad py kia Taqseem hoi
Humsayon ne humsay hi loty thy
Shokh Nazar Ki chutki Ne Nuqsaan Kiya
Hathon se chay k bartan choty thy
Orh k phirti thi jo neena sari raat
Us resham ki shal py yaad k boty thy
Best Urdu Ghazal
Aadhi raat k shayed sapny Jhoty thy
Aadhi raat k shayed sapny Jhoty thy
Ya phir pehli bar sitary toty thy
Jis din ghar se bhag kar sher me pohnchi thi
Bhagbari K bag Usi din photy thy
Mazhab ki bunyaad py kia Taqseem hoi
Humsayon ne humsay hi loty thy
Shokh Nazar Ki chutki Ne Nuqsaan Kiya
Hathon se chay k bartan choty thy
Orh k phirti thi jo neena sari raat
Us resham ki shal py yaad k boty thy
0 comments: